Jab Kisi ko kisi se Mohabbat Hoti Hai, To Bhut Khoobsoorat Hoti Hai, Us mohabbat mein Insaan Sirf Pyar expect krta hai aur Kuch nhiii....Par Yhan Mohabbat to hui Par Adhoori reh gyi....Uski Tasveer Mein Vo usko Yaad krti Hai.....βοΈβοΈππππβ¨β¨ποΈποΈππ
25 Jul 2020
Kisi Ki Chahat Mein Aisi Bhi Kya Raahat Hai??ππ
Chaahat Is like Two times Food Which we eat Twice a day or thrice a day....But we Never complain Ki Don't Give us....Love also works in the same Process...Chahat Mansoor na ho To Raahat Bhi nhi milti hai...Us Raahat Ka kya kroge aap Jo khud hi gawara nhi krta....Be honest to your belovedβ€οΈβ€οΈπ π ππππ
23 Jul 2020
Tanha Kat rhi thi aur Aap Tabha Kar gye
Sometimes Loneliness gives you peace but not always...Aap Tabha Kar gye Us tanha se Insaan ko Jisko wakt ki kadar thi Aapko wqt ki nhi thi Uski bhi nhi hui Shama jalai usne magar Aaane vale subah ko bikher Kar rakh Diya usne πππ₯π₯ππππ
29 Jun 2020
Kaafirana Dil Hai ππππ
Hum Kaafir Nhi hai Par Ye Jo Dil Hai ye kAafir bna hua hai....Kisi Ka musaafir bnna chhata hai Aur kehta hai usko Mera Intejaar Hai.....Kaafir Uska bhi Dil bhi Hai strange naβοΈβοΈππ
17 Jun 2020
Ye Shaam Tere Naam ππβοΈβοΈππΈπ
Ye Shaam Mastaani, Baatein Hain Andaazi. Mulakaat Krne se Dil Ka haal Theek ho jaata Hai. Subah Shaam Tere Izhaar se Man Ka Shak Door Ho jaata Hai...
11 Jun 2020
Talaash : Mohabbat Ki
Bepanaah Talaash ki Teri Mohaabat ki par Raas nhi Aayi Tujhe Mera Pyar, Aise Kaise Kar Sakta hai Tu Mera Yaarπππ
8 Jun 2020
Khoosirat Mohaabat ππ
Mohaabat to sabko Hoti hai par isko nibhane vale Kam hote Hain kyunki jab is mohabbat mein Kayamat Aati Hai to vo Bikhar Jaate Hain ππDil Tut Jaate Hain.
7 Jun 2020
Dil Hai Mera Aashikana, Saaathi Tera hai Saath NibhanaππβοΈβοΈ
Pyar krna Aa gya, Dard sehna Aa gya To lge iss khanjar Se Dobara Vaar krna bhi aa gya janab. Par Jo ye Dil Hai Jab pyar krta hai to vo Kuch nhi dekhta sab Kuch seh Jaata Hai...Kisi ki Parvaah nhi krta par Sabki Kar jaata hai ππ
4 Jun 2020
Dil Ka Dariya
Iss Dariya si Mohaabat ne aise Behaal Kiya Jaise Kisi tehkhaane mein usko bnd kr diya Ho, Aag ki lauh ban jaati hai jab dekhti hoo is mohabbat ke aashiyaane meinππ
3 Jun 2020
Dil Jigar se Gujri Haiππ
Ye Mohabbat ki hai Dastaan, Krdi Hai Apni Mohaabat Tere Naam, Leti Rehti Hoon Tera Naam Subah-Shaamβ€οΈβ€οΈ
Contact Dixit Show ποΈποΈ
Guest appearances
Does not typically book guests
Based on episode analysis; this does not confirm that the show is currently accepting guests.
Host of Dixit Show ποΈποΈ?
Claim your podcast to manage its listing and keep your show details accurate.
Pod Engine is an independent podcast discovery and analytics service and is not affiliated with or endorsed by this podcast. Artwork and show content belong to their owners. Full legal notice.
Explore this show Podcast research with Pod Engine