How stay healthy.? Aisa sirf ek tarike se ho sakta hai... Woh hai... Sharir ka shuddhikaran...(Detoxification:-Sharir ko Andar Se saaf karna)...Jab Sharir Mein Bimari ke Paida Karne Wale bacteria,kitanu hi nahi honge...
Sharir ke bimar hone ka Sawal Hi Nahi Pada Hota Hai...
So,body ki Andar Se bhi saafai par Dhyan Rakhna Shuru kijiye..
Kush hone k lyi effects Karen k jarurt nahi. Es ki Jagah, Es kaam kaam k kare. Jo bhi baat aap ko dukh deti hai. Acha mahsoos nahi karne deti. Us baat sochna kam kro.
14 Oct 2022
अंतिम प्रयास..
Whatever you doing start. Never stop when you see result is not coming. Stop when, Jab complete ho jaye. Never Give Up..
13 Oct 2022
ईमानदारी का फल (Story)
ईमानदारी का फल...
10 Oct 2022
डॉक्टर की सर्विस..
Must Listen..
8 Oct 2022
दुनिया पागलों ने बदली है (Motivational Story)
जिस जिस पर ये जग हंसा है, उसी ने इतिहास रचा है' |
5 Oct 2022
Samasya ka dusra Pahaloo (Second view of problem)
Jiwan mein Samasya ka aana paka hai. Par yaad rakhiye, Har samasya k kai pahaloo hota hai. Sirf ek side mat dikhye. Ho sakta hai ek Tarah se dekhe par problem ka solution na nikle. Dusri tarah se dekhe Par nikle.
1 Oct 2022
Prerna (Do bhaiyon ki Kahani)
Koi chij kisi hai.. Es se aap ko koi fark pada ta.. Aap us ko kaise dekhe hai, Samjte hai.. Es se bhaut fark padta hai..
27 Sept 2022
Kahani, Jo aap ki soch badal Degi..
Zindgai mein mushkilo ka aana Part of life hai.. Un ko kaise sambhalna hai.. Yeh art of life hai..
25 Sept 2022
Never Judge A Person By..
Kisi ko bhi galat na samaje.. Koi bhi baat ka nitija nikalne a phale.. Us baat ko ache samaje.. Phir kihi kisi result par puche..
23 Sept 2022
Shakanji ka Sawad (Story)
Insaan purani baton ko.. Jo us j sath bura hoya the.. Us ko yaad kar-kar I apne aaj ko bhi begad leta hai.. Jis I karan us future bhi ache nahi ban pata.. Us ko bas to baat yaad rakhi chahiye.. Jo ho gaya so ho gaya.. An us ko change toh nahi kiya ha sakta.. Par yaad na jar k aaj ko toh acha banaye ja sakta hai.. Agar aaj Hamara acha hoga toh aane wala kal bhi acha banyega..
21 Sept 2022
Aap khaas ho.. (Ek story)
Everyone is special.. Don't underestimate your self...
17 Sept 2022
Healthy rahne k 1 Aaasaan Tarika..
Es mein baat ki gai hai k insaan kaam k sath-sath Healthy kaise rahe..
25 Feb 2022
Zayda paisa kamane ka tarika...
Har koi chahta hai zayda paisa kamane... Par kaise kamaye yeh har ko nahi janta... Es chote se podcast mein es k bare hi discuss kiya gya hai...
8 Jun 2021
Successful hone k lyi yeh wala kaam kare...
Every body say... Mai successful hona chahta hoo... Liken hum sab ko pata hai k... Successful hone k lyi kaam karne ki jarurat hoti hai... So, ab sawal yeh uhta hai k kon se kaam karen safal hone k lyi...? Es k bare mein discuss kiya gaye hai...Es podcust mein...
31 May 2021
Foucs ko badhane ke simple step's...
Hello Dosto
Hum Sab ko pata hai... Aur Sab ko kehte suna bhi hai... Success pane k lyi Foucs rakho... Focus ko badhao...
Yeha tak toh theek hai... Us k lyi jo chahta hai... Kuch karna... Liken woh Foucs nahi kar pa rah ho toh.?? Par chahta bhi ho Success pana aur foucs Ko Badhana...
Toh yeh specially UN Logon ke liye hai... Jo chahte hai focus Ko Badhana...
27 May 2021
Life ko change karne ka trika...
Dosto, Har koi chahta hai... Apni life ko chnage karna...Par, aisa nahi kar pata kyu ki jaise k hum jante hi hai... k koi bhi kaam karne phale us k bare pata hona chahiye k woh kaise kiya ja sakta hai... Usi tara agar hum ko life ko change karna hai... Toh us k bare mein pata hona chahiye... And es k bare mein hi podcast mein baat ki gai hai... Kaise hum apni life ko change kar sakte hai..?
24 May 2021
How Stay Healthy.?
♥ Motivation is Temporary Inspiration is Permanent ♥ 𝙏𝙝𝙞𝙣𝙠 𝙍𝙚𝙖𝙡𝙞𝙨𝙩𝙞𝙘
Contact Mr. Tarlochan Singh
Guest appearances
Does not typically book guests
Based on episode analysis; this does not confirm that the show is currently accepting guests.
Host of Mr. Tarlochan Singh?
Claim your podcast to manage its listing and keep your show details accurate.
Pod Engine is an independent podcast discovery and analytics service and is not affiliated with or endorsed by this podcast. Artwork and show content belong to their owners. Full legal notice.
Explore this show Podcast research with Pod Engine