ट्रेलर: तुमने किसी से कभी प्यार किया है ? (Trailer: Tumne Kisi Se Kabhi Pyaar Kiya Hai?)
Pesh hai pyaar ki ek lambi kahani - Lakshya Datta ka naya show, "Tumne Kisi Se Kabhi Pyaar Kiya Hai?"
Ye toh sirf Part 1 hai. Suniye aage ki kahani, sirf JioSaavn par: www.bitly.com/TumneKisiSe (www.bitly.com/TumneKisiSe)
14 Apr 2020
परदे के पीछे की तीन कहानियां (Parde Ke Peeche Ki Teen Kahaniyaan)
नाटकशाला का एक स्पेशल एपिसोड जिसमे लेखक और निर्देशक लक्ष्य दत्ता आपको सुना रहे हैं परदे के पीछे की तीन कहानियां. पहली कहानी है इस शो बीते हुए कल के बारे में. दूसरी कहानी है इस शो के आने वाले कल के बारे में. और तीसरी कहानी है एक नयी कहानी के बारे में.
Natakshala ka ek special episode jisme lekhak aur nirdeshak aapko suna rahe hain parde ke peeche ki teen kahaniyaan. Pehli kahani hai is show ke beete huye kal ke baare mein. Doosri kahani hai is show ke aane vaale kal ke baare mein. Aur teesri kahani hai ek nayi kahani ke baare mein hain.
12 Mar 2020
एक आखरी रात मीरा के साथ (Ek Aakhri Raat Meera Ke Saath)
हम प्यार क्यों करते हैं? हम किसी को दुःख क्यों देते हैं? हम दूसरा मौका क्यों चाहते हैं? हम कुछ लम्हों को बाकियों से ज़्यादा एहमियत क्यों देते हैं? हम कुछ यादों को क्यों नहीं भुला पातें हैं?
ऐसे ही कुछ सवाल पूछता है नाटकशाला के मंच पर आने वाला पहला नाटक - जिसका नाम है "एक आखरी रात मीरा के साथ"
लेखक और निर्देशक हैं लक्ष्य दत्ता, नील की भूमिका में हैं रिजुल क़तारिआ, मीरा की भूमिका में हैं गौरी सक्सेना, सुर है केविन मक्लिओद का
सुनिए इस नाटक को जिओसावन, गाना, स्पॉटीफी, एप्पल पोडकास्टस, और गूगल पोडकास्टस पर
Hum pyaar kyun karte hain? Hum kisiko dukh kyun dete hain? Hum doosra mauka, kyun chahte hain? Hum kuch lamhon ko, baakiyon se zyada ehmiyat kyun dete hain? Hum kuch yaadon ko, kyun nahi bhula paatein hain?
AIse ki kuch sawalon poochta hai Natakshala ke manch par aane vaala pehla naatak - jiska naam hai “Ek Aakhri Raat, Meera Ke Saath”. Lekhak aur Nirdeshak hain Lakshya Datta, Neel ki bhumika mein hain Rijul Kataria, aur Meera ki bhumika mein hain Gauri Saxena. Sur hai Kevin Mcleod ka.
Suniye is natak ko JioSaavn, Gaana, Spotify, Apple Podcasts, aur Google Podcasts par.
5 Mar 2020
ट्रेलर: एक आखरी रात मीरा के साथ (Trailer: Ek Aakhri Raat Meera Ke Saath)
'एक आखरी रात मीरा के साथ' आ रहा है नाटकशाला में 13 मार्च को - सुनिए इसको जिओसावन , गाना , एप्पल पॉडकास्ट , गूगल पॉडकास्ट पर. लेखक और निर्देशक हैं लक्ष्य दत्ता.
'Ek Aakhri Raat Meera ke Saath' aa raha hai Natakshala mein 13 March ko - Suniye isko JioSaavn, Gaana, Apple Podcasts, aur Google Podcasts par. Lekhak aur nirdeshak hain Lakshya Datta.
18 Feb 2020
नाटकशाला में आपका स्वागत हे (Natakshala mein aapka swagat hai)
Namaste. Mera naam hai Lakshya Datta... aur yeh hai NATAKSHALA - ek naya audioshow jahan aap sunenge mere likhe huye kuch natak. Humara har naatak, ya audioplay, ek nayi kahani hogi - jisko aap dekh kar nahi, sun kar mehsoos karenge.
Humare pehle natak ka naam hai "Ek Aakhri Raat, Meera Ke Saath" / "एक आखिरी रात मीरा के साथ".
"Natakshala" mein aapka swagat hai! / नाटकशाला में आपका स्वागत हे!
Reach and audience
Public platform figures. Ratings count people who left a rating, not total listeners.
Apple Podcasts (US)
5.0 / 5
4 ratings
Contact Natakshala
Guest appearances
Does not typically book guests
Based on episode analysis; this does not confirm that the show is currently accepting guests.
Host of Natakshala?
Claim your podcast to manage its listing and keep your show details accurate.
Pod Engine is an independent podcast discovery and analytics service and is not affiliated with or endorsed by this podcast. Artwork and show content belong to their owners. Full legal notice.
Explore this show Podcast research with Pod Engine